Sunday, March 23, 2008

Holi hai!!!

Deepak mama rang me at 5:00 pm from Mulund Naka while starting for Nashik from Mumbai alongwith mami, golu and hemant. While going back from office, i was supposed to buy chicken and bottle, par yeh kya .... maharashtra ke saari daroo ki dukane band .... my boss Mr. Mitra is very kind .... he told me not to worry .... unse ek bottle le kar aaya .... raat me murga banaya .... uski recipe baad me share karta hun ....
Doosare din holi kheli .... Kamal maasi bhi aayi.
Shaam ko sab ghumane gaye....Sinner me GARGOTI SANGRAHALAY dekha....kya kamaal ke stones hai...

2 comments:

Gautam said...

Gargoti was a lifetime experience. Its nature at its creative best. Ek baar jaana toh banta hai !!!!

deepak said...

Paththar,stones, sang....inka upyog urdu me bada gazab hua...."Tameer khana kaba ki jab khatm ho chuki, kuchh sang bach rahe to dilbar ka dil banaa"....and the ultimate is...."Zindgani ki haqueekat, koh-kan (the one who breaks mountain) ke dil se pooch; ke joo-e-sheer (river of milk), tesha (the chisle)-0-sange gara (the wounds sufferred in breaking the stones) hai zindgi.....keep it up, ye mitty khod khod ke ye sasur pandey ne gori chamdi walo ko bech bech ke museum bana mara, koi bharteeya ek rupye ka paththar nahi khareedta iski dukaan se !